kkya likhuo..?
k ab to thak chuka hun likh likh kar ...
dard jo bhi sahay hain wo likhun...../?
ya dard dene wale ka hosla likhun...?
ya apni bebasi ka falsafa likhun ...?
ya us k door hone tak ka faasla likhun....?
aakhir kya likhun ...?
ab to dard itna hone laga hai k dil cheerta jata hai...
kya wo haadsa likhun ....?
ya kuch na likhun aur torr dun qalam ...?
ya ye likhun k ab mujyhe jeene ka shoq hai..?
lekin jiyun bhi to kis k liya ...??
kon hai jo mujy yaad kre ga ....??
wo jo jeete jee baat nhi karta ... ??
,,,,,,, saddish majid .....?
Wednesday, 19 May 2010
Subscribe to:
Comments (Atom)